Guru Shrey- Karma will bite you back. Humesha ki tarah!

Episode 5,   Apr 12, 2019, 11:41 AM

Tumne hazaaron paap kiye hongeKitno ke dil tode honge aur aage badh gaye!
Magar tumhe kya lagta hai?

Itna asaan hai?
Sabka time ata hai, Tumhara bhi aayega!

Intezaar karo.
Aur jab woh hoga, main bas baith kar tumhaare tutne ka intezaar karunga!