Kal ki hi baat hai... RIP #SushantSinghRajput

Episode 325,   Jun 15, 2020, 05:51 AM

Itna behtarin kalakar tha ki kisiko andaza hi nahi hone diya ki pareshan tha (Bum) Mai pareshan hun, mujhe suno, akela mehsoos kar raha hun, ghut raha hun, andar hi andar soch raha hun iss zindagi se chutkara paa lun magar is zindagi ke baad zindagi bhi toh nahi hai. toh meri maddat karo mai khush rehna chahta hun, mere marne ke baad shok jatakar kya karoge, abhi mujhe sambhalne mein meri maddat karo, Mai pareshan hun...

Chichore film mein apne bete ke suside karne par ye bolne wala ki 'Sucide kisi chij ka hal nahi hai' aur 'Kam se kam ek baar bataya toh hota' aaj usne khud kisiko bina bataye depression ke chalte subko tata bye bye bol diya. aaj jana ki kisi insan ki kathni aur karni mein itna antar bhi ho sakat hai

#Sushant #SushantSinghRajput #SSR #RIPSushant #RIP #Trending #WeMissYou