EP 12 - PAISE PAR GHAMAND MAT KAR
Season 1, Episode 12, Jan 12, 11:09 AM
Share
Subscribe
Aaj ke yug mein paisa hee dharam aur imaan ban gaya hai. Kisse baat karni hai, kisko izzat deni hai, yahan tak ki kisse rishta rakhna hai – yeh sab uski haisiyat dekh kar tay kiya jaata hai.