EP 19 - AASMAAN SE BAATEIN
Season 2, Episode 7, Jun 22, 04:52 PM
Share
Subscribe
Duniya mein shayad hee aisa koi hoga jo agar raat ke sanaate mein akele beht kar aasmaan ko dekhe aur usse roz-marra ki zindagi ke upar khayal na aayein.
Kahan se aaye hum es dharti par? Kyun aaye? Kya maksad hai es zindagi ka? Aur sabe bada sawaal – kya hum es vishv mein akele hai ya phir kisi aur grah par bhi koi jeev apne aasmaan ko dekh kar aisi hee soch mein pada hai?